giitaayan An Interface to ISB

aa.Nkho.n ne tumhaarii miiThii baato.n ne - Ishq Vishk (2003)  

Lyrics: Sameer | Music: Annu Malik | Singer(s): Kumar Sanu, Alka Yagnik 
View in Nagari (Hindi)
ku : aa.Nkho.n ne tumhaarii miiThii baato.n ne -2 merii nii.nd u.Daa_ii meraa chain churaayaa sapanaa sajaayaa apanaa banaayaa apanaa banaake sapanaa sajaake chupake se sikhaayaa pyaar dhiire-dhiire is dil kaa chhiinaa hai qaraar -2 a : aa.Nkho.n ne tumhaarii miiThii ... chhiinaa hai qaraar ku : diivaanaa ishq kaa mai.n to hone lagaa zulfo.n kii oT me.n jaanaa.N khone lagaa a : meraa kahanaa naa maane merii pyaas naa jaane dhak-dhak dha.Dake dil meraa ta.Dape ra.ngii.n safar me.n aisii umar me.n dard uThaa pahalii baar ku : dhiire-dhiire is dil kaa chhiinaa hai qaraar a : dhiire-dhiire is dil kaa chhiinaa hai qaraar yaado.n me.n aaj-kal kaaTuu.N mai.n raat-din jhuuThaa saaraa jahaa.N lagataa hai tere bin ku : kyaa haal jiyaa kaa mai.n tujhase bataa_uu.N ek pal kahii.n mai.n tujhe bhuul naa paa_uu.N shaam-savere dil ko mere rahataa hai kyo.n intazaar a : dhiire-dhiire is dil kaa chhiinaa hai qaraar ku : dhiire-dhiire is dil kaa chhiinaa hai qaraar ku : aa.Nkho.n ne tumhaarii miiThii baato.n ne a : aa.Nkho.n ne tumhaarii miiThii baato.n ne ku : merii nii.nd u.Daa_ii a : meraa chain churaayaa ku : sapanaa sajaayaa a : apanaa banaayaa ku : apanaa banaake a : sapanaa sajaake ku : chupake se a : sikhaayaa pyaar ku : dhiire-dhiire is dil kaa chhiinaa hai qaraar a : dhiire-dhiire is dil kaa chhiinaa hai qaraar
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.