giitaayan An Interface to ISB

o jaanaa naa jaanaa ye dil teraa diivaanaa ... o jaanaa ye jaanaa tuu hai meraa diivaanaa - Jab Pyaar Kisi Se Hotaa Hai (1998)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Jatin-Lalit | Singer(s): Kumar Sanu, Anuradha Paudwal/ Lata, Kumar Sanu 
View in Nagari (Hindi)
%Part 1: % o jaanaa naa jaanaa ye dil teraa diivaanaa jahaa.n bhii tuu jaa_e tere piichhe aa_e ye teraa aashiq puraanaa o jaanaa naa jaanaa ... zor chalataa nahii.n kyaa karuu.n dil sa.mbhalataa nahii.n kyaa karuu.n haay aisaa kaa.NTaa chubhaa pyaar kaa ab nikalataa nahii.n terii nigaaho.n kaa mai.n ban gayaa huu.N nishaanaa o jaanaa naa jaanaa ... saarii duniyaa se ham ruuTh ke aa mohabbat kare.n TuuT ke u.D naa jaa_e kabhii kyaa pataa ko_ii bha.nvaraa mujhe luuT ke bha.nvaraa nahii.n hai meraa naam hai paravaanaa o jaanaa ye jaanaa tuu hai meraa diivaanaa tuu kare jo ishaaraa mai.n chalii aa_uu.n yaaraa chho.D ke ye zamaanaa % %Part 2: % o jaanaa ye jaanaa tuu hai meraa diivaanaa tuu kare jo ishaaraa mai.n chalii aa_uu.n yaaraa chho.D ke ye zamaanaa o jaanaa ye maanaa ... terii merii nazar mil ga_ii dil se dil kii Dagar mil ga_ii bin kahe bin sune dekh le dil ko dil kii khabar mil ga_ii ye dil churaa ke tuu aa.Nkhe.n naa mujhase churaanaa o jaanaa ye maanaa ... dil duu.n yaa jaan duu.n naam le baaho.n me.n tuu mujhe thaam le ho naa jaa_e nashaa pyaar kaa o sanam hosh se kaam le mai.n kyaa karuu.n binaa pi_e ho gayaa mai.n mastaanaa o jaanaa ye maanaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.