giitaayan An Interface to ISB

jab\-jab tumhe.n bhulaayaa tum aur yaad aa_e - Jahanara (1964)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: Madan Mohan | Singer(s): Lata, Asha 
View in Nagari (Hindi)
jab-jab tumhe.n bhulaayaa tum aur yaad aa_e ( jab-jab tumhe.n bhulaayaa haa.N tum aur yaad aa_e tum aur yaad aa_e ) -2 jaate nahii.n hai.n dil se ab tak tumhaare saa_e -2 jaate nahii.n hai.n dil se haa.N ab tak tumhaare saa_e jab-jab tumhe.n bhulaayaa ... tumase bichha.D ke hamane dil ko bahut sa.mbhaalaa -4 dil ko bahut sa.mbhaalaa gulashan me.n ye na bahalaa aa gulashan me.n ye na bahalaa saharaa me.n bhii sataa_e tum aur yaad aa_e jab-jab tumhe.n bhulaayaa ... marane kii aarazuu me.n ham jii rahe hai.n aise -2 marane kii aarazuu me.n ho ham jii rahe hai.n aise -2 ham jii rahe hai.n aise jaise kii laash apanii khud hii ko_ii uThaa_e tum aur yaad aa_e jab-jab tumhe.n bhulaayaa ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.