giitaayan An Interface to ISB

zulm\-o\-sitam ko bhii ham to adaa samajhe - Jawaan Mohabbat (1971)  

Lyrics: Shailendra | Music: Shankar-Jaikishan | Singer(s): Rafi 
View in Nagari (Hindi)
zulm-o-sitam ko bhii ham to adaa samajhe par merii chaahat ko jaane vo kyaa samajhe kuchh to bhalaa jaanaa mujhako buraa samajhe par merii chaahat ko ... laayaa thaa dil ko nazar karane qurabaa.N ye jaan-o-jigar karane unake binaa meraa haal hai kyaa aayaa thaa unako Kabar karane -2 Taal diyaa lekin mujhako bhalaa samajhe zulm-o-sitam ko ... haay dil mere bure hai.n din tere ki maar hii na Daale kisii kii bedilii unakaa muskaraanaa galii me.n aanaa-jaanaa hamaaraa luT jaanaa hamaarii Galatii jaan ke dushman ko jaan-e-vafaa samajhe zulm-o-sitam ko ... kyaa hai mohabbat pyaar hai kyaa ko_ii unhe.n batalaa_e zaraa husn Gazab kaa husn sahii jaan to le diladaar hai kyaa -2 baat to karate hai.n baat binaa samajhe zulm-o-sitam ko ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.