la : ho maine pyaar kiyaa oy hoy kyaa jurm kiyaa -2
( in aa.Nkho.n kaa ra.ng ho gayaa gulaabii-gulaabii
haay haay haay dil kii haalat sharaabii-sharaabii ) -2
ho maine pyaar kiyaa ...
thar-thar man meraa kaa.Npe aa.Nkh merii sharamaa_e
o gore-gore tan par aaj pasiinaa aa_e
haay kahaa.N tak dil sa.mbhaaluu.N
tiir saa chubhaa kaise nikaaluu.N hoy
ho ba.Dh ga_ii aur dil kii betaabii-betaabii
ko : haay haay haay dil kii haalat ...
la : ho maine pyaar ...
la : jab-jab unako dekhuu.N aane lage a.nga.Daa_ii
ko : jab-jab unako dekhuu.N aane lage a.nga.Daa_ii
la : dhiire-dhiire aaKir ba.nd kalii muskaa_ii
ko : dhiire-dhiire aaKir ba.nd kalii muskaa_ii
la : haay karuu.N kyaa hosh nahii.n hai
ham kahii.n aur dil kahii.n hai hoy
ho ban-ban Dole umariyaa shabaabii-shabaabii
ko : haay haay haay dil kii haalat ...
la : ho maine pyaar ...
kyaa hai.n khataa_e.N merii aaj ko_ii batalaa_e
ho kaun se dil ko to.Daa kaun se dil ta.Dapaa_e
pyaar kiyaa hai pyaar ko jaanuu.N
aur ko_ii insaaf naa maanuu.N hoy
ho pyaar kii har adaa laajavaabii-laajavaabii
ko : haay haay haay dil kii haalat ...
la : ho maine pyaar ...
|