giitaayan An Interface to ISB

maine kyaa jii ... kii gal hai ko_ii nahii.n - Jaan-e-Man (1976)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Laxmikant-Pyarelal | Singer(s): Kishore, Lata 
View in Nagari (Hindi)
maine kyaa jii ki : oy kii gal hai la : ko_ii nahii.n ki : terii aa.Nkho.n se lagataa hai tuu kal raat ko so_ii nahii.n la : nii.nd hai kyaa kaun sii chiiz jo maine tere pyaar me.n kho_ii nahii.n ki : gal kaa matalab baat bich na baat nahii.n ko_ii aisii dil kii aag bujhaa_e jo barasaat nahii.n ko_ii aisii jii bhar ke ham mile ho.n la : jab mulaaqaat nahii.n ko_ii aisii are ye to merii himmat hai mai.n ta.Dapii jaagii ro_ii nahii.n ki : kii gal hai ... la : ik ham aaj akele us pe mausam ye mastaanaa jaag uThaa dil me.n shaayad dard ko_ii puraanaa ki : tuu jo kuchh bhii aaj kahegii hogaa ik bahaanaa mai.n tujhako chhe.Duu.Ngaa varanaa chho.D de sharamaanaa la : dekhane-sunane vaalaa duujaa aur yahaa.N par ko_ii nahii.n ki : kii gal hai ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.