gii : o o hoy
ko : ho ho ho ho
he he he he
gii : hoy
zor lagaa ke
ko : ha_i yaa
gii : pair jamaa ke
ko : ha_i yaa
gii : jaan la.Daa ke
ko : ha_i yaa
gii : zor lagaa ke
pair jamaa ke
jaan la.Daa ke
ko : ha_i yaa ha_i
ha_i yaa ha_i
ha_i yaa ha_i
ha_i yaa ha_i
gii : o
aa.Ngan me.n baiThii hai machheran terii aas lagaaye
ko : haay terii aas lagaaye
gii : aramaano.n aur aashaa_o.n ke laakho.n diip jalaaye
ko : laakho.n diip jalaaye
gii : aa.Ngan me.n baiThii hai machheran terii aas lagaaye
aramaano.n aur aashaa_o.n ke laakho.n diip jalaaye
bholaa bachapan rastaa dekhe mamataa Kair manaaye
zor lagaa ke phe.nk machhere Dhiil naa aane paaye
ko : ha_i yaa ha_i yaa
zor lagaa ke
ha_i yaa
pair jamaa ke
ha_i yaa
jaan la.Daa ke
ha_i yaa
gii : zor lagaa ke
pair jamaa ke
jaan la.Daa ke
ko : ha_i yaa ha_i
ha_i yaa ha_i
ha_i yaa ha_i
ha_i yaa ha_i
ha_i yaa ha_i
gii : o
janam-janam se apane sar par tuufaano.n ke saaye
ko : tuufaano.n ke saaye
gii : lahare.n apanii hamajolii hai.n aur baadal hamasaaye
ko : aur baadal hamasaaye
gii : janam-janam se apane sar par tuufaano.n ke saaye
lahare.n apanii hamajolii hai.n aur baadal hamasaaye
priit kaa jaam hai jiivan apanaa kyaa sardii kyaa garmii
apanii himmat kabhi naa TuuTe rut aaye rut jaaye
ko : ha_i yaa ha_i yaa
zor lagaa ke
ha_i yaa
pair jamaa ke
ha_i yaa
jaan la.Daa ke
ha_i yaa
gii : are
zor lagaa ke
pair jamaa ke
jaan la.Daa ke
ko : ha_i yaa ha_i
ha_i yaa ha_i
ha_i yaa ha_i
ha_i yaa ha_i
ha_i yaa ha_i
gii : o
|