kahaa.n ga_e mamataa bhare din
kaise ko_ii ji_e maa.N tere bin
o maa.N tujhe Dhuu.nDhuu.n mai.n kahaa.N
o maa.N ke binaa suunaa hai jahaa.N
kaun bhalaa duniyaa me.n maa.N kii jagah le sakaa
ko_ii kah de kyaa hotii hai maa.N
aakhir maa.N hotii hai maa.N
kahaa.n ga_e mamataa ...
haatho.n se khilaay ke baaho.n me.n jhulaa_e ke
bahano.n kii raah me.n tuune nazare.n bichhaa dii.n
loriyaa.n sunaay ke hamako sulaay ke
apanaa na sochaa hamape nii.nde.n bhii luTaa dii.n
maa.N kii parachhaa_ii.n haa.N hai meraa bhaa_ii
kaun bhalaa duniyaa ...
baabul kaa pyaar tuu maa.N kaa dulaar tuu
tere hote maa.N baabul kii yaad bhii na aa_ii
tuu hamaaraa viir hai ye bhii takadiir hai
bahano.n kii raakhii chuume bhaiyaa kii kalaa_ii
dhuup kyaa pataa nahii.n Gam kyaa pataa nahii.n
tere saa_e me.n mamataa kii chhaa.nv hii milii hai
aa.Nsuu kyaa pataa nahii.n dard kyaa pataa nahii.n
tere a.nganaa me.n ye kaliyaa.N phuul sii khilii hai.n
maa.N kii parachhaa_ii.n haa.N hai meraa bhaa_ii
kaun bhalaa duniyaa ...
tere jaisii haa.N hotii hai maa.N
mamataa bhare har pal har din
kaise mile.nge bhaiyaa hame.n tere bin
chaahe.n ko_ii Dhuu.nDh le jahaa.n
o aisaa bhaa_ii milegaa kahaa.N
hai ye du_aa har bhaa_ii
bhaa_ii ho terii tarah
maa.N jaisii shiital purava_iiyaa
haa.N aakhir hai apanaa bhaiyaa
|