giitaayan An Interface to ISB

maanaa terii nazar me.n teraa pyaar ham nahii.n - Khaandaan (1979)  

Lyrics: Naqsh Lyallpuri | Music: Khayyam | Singer(s): Sulakshana Pandit 
View in Nagari (Hindi)
maanaa terii nazar me.n teraa pyaar ham nahii.n kaise kahe.n ke tere talabagaar ham nahii.n tan ko jalaa ke Kaaq banaayaa bichhaa diyaa lo ab tumhaarii raah me.n diivaar ham nahii.n maanaa terii nazar me.n ... jisako nikhaaraa hamane tamannaa ke Kuun se gulashan me.n us bahaar ke haqadaar ham nahii.n maanaa terii nazar me.n ... dhokhaa diyaa hai khud ko mohabbat ke naam par ye kis tarah kahe.n ki gunahagaar ham nahii.n maanaa terii nazar me.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.