ra : ( zaraa sii aur pilaa do bha.ng
mai.n aayaa dekh ke aisaa ra.ng
ke dil meraa Dolaa
o jai bam-bholaa ) -2
aa : merii to akal hu_ii hai da.ng
ye kaisaa badalaa teraa Dha.ng
ke tuu thaa bholaa
ra : o jai bam-bholaa
mujhe samajh na tuu bairaagii
maine aaj tapasyaa tyaagii
uu.n huu.N uu.n huu.N
aa : e he e he
ra : mujhe samajh na tuu bairaagii
maine aaj tapasyaa tyaagii
tere ruup kaa jhaTakaa khaa ke
merii so_ii jawaanii jaagii -2
aa : jaa haT jaa pare mala.ng
kare kyuu.N biich sabhii ke ta.ng
ke tuu thaa bholaa
ra : o jai bam-bholaa
ra : zaraa sii aur pilaa do bha.ng
mai.n aayaa dekh ke aisaa ra.ng
ke dil meraa Dolaa
o jai bam-bholaa
ra : mere dil se nikale haay
gorii kyuu.N nakhare dikhalaaye
e.n huu.N e.n huu.N
aa : e he e he
ra : e.n huu.N e.n huu.N
aa : jaa jaa
ra : mere dil se nikale haay
gorii kyuu.N nakhare dikhalaaye
zaraa ha.Ns ke gale se lag jaa
tujhe kwaaraa pyaar bulaaye -2
aa : tere tan par cha.D gayaa za.ng
yuu.n hii ab kyuu.N chha.Dakaaye a.ng
ke tuu thaa bholaa
ra : o jai bam-bholaa
ra : zaraa sii aur pilaa do bha.ng
mai.n aayaa dekh ke aisaa ra.ng
ke dil meraa Dolaa
o jai bam-bholaa
|