giitaayan An Interface to ISB

taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n - Kajal (1948)  

Lyrics:  | Music: Ghulam Mohammad | Singer(s): Suraiya, Rafi 
View in Nagari (Hindi)
ra : taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n -2 ye zi.ndagii kyaa hai -2 tum kahii.n ham kahii.n taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n su : ( man kaa pa.nchhii bol uThaa hai bol balam tere dil me.n kyaa hai bol balam ) -2 ra : mere dil kii baat na puuchho -2 haay kahii.n lagataa nahii.n su : tum kahii.n ham kahii.n taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n ra : ( tho.Dii-tho.Dii der me.n jii bhar-bhar aaye hai su : apanii lagii ke sab jag gun gaaye hai ) -2 mere dil kii baat to puuchho -2 ra : haay kahii.n lagataa nahii.n su : tum kahii.n ham kahii.n do : taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n ye zi.ndagii kyaa hai -2 tum kahii.n ham kahii.n taaro.n bharii raat hai par tuu nahii.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.