giitaayan An Interface to ISB

kyo.n baje hR^iday viinaa ke taar ... aa_ii bahaar aa_ii bahaar - Kangan (1939)  

Lyrics: Pt Narottam Vyas | Music: Ramchandra Pal | Singer(s): Ashok Kumar, Leela Chitnis 
View in Nagari (Hindi)
a : uu.n uu.n uu.n uu.n lii : uu.n uu.n uu.n a : kyo.n baje hR^iday viinaa ke taar murajhaa_ii murajhaa_ii man kii bagiyaa me.n aa_ii bahaar aa_ii bahaar -2 lii : ( gaye chho.D neh naate ko to.D ) -2 rahane do ye jhuTaa dulaar -2 a : baj uThaa aaj dil kaa sitaar -2 murajhaa_ii do : murajhaa_ii man kii bagiyaa me.n aa_ii bahaar aa_ii bahaar -2 a : kyaa ruTh ga_ii ho pyaarii -2 lii : tum ba.De niThur giradhaarii -2 a : ab maaro naa taano.n kii maar -2 murajhaa_ii do : murajhaa_ii man kii bagiyaa me.n aa_ii bahaar aa_ii bahaar -2 a : ( kyuu.N chhupii kunj me.n baahar kyuu.N nahii.n aatii ) -2 lii : dil dharake ghanashyaam -2 aatii mai.n sharamaatii -2 a : na tarasaa_o na tarasaa_o do : aa_ii bahaar aa_ii bahaar -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.