la : jogii o jogii pyaar me.n kyaa hogaa -2
ki : har din suhaanaa hogaa har raat suhaanii hogii
la : jogii o jogii ...
ki : ban jaa_e.Ngii raate.n phir sapano.n kii baaraate.n
guzaregaa ab jiivan bas karate prem kii baate.n
hamase karo tum ye vaadaa vaadaa to naa to.D dogii
la : jogii o jogii ...
cha.ndaa-taare soye ye mast nazaare soye
raat kaa jaaduu chhaayaa ham tum bin saare soye
ki : kaise hame.n nii.nd aaye ham dono.n hai.n dil ke rogii
la : jogii o jogii ...
phuulo.n kii paayal ho aur taaro.n kaa jhuumar ho
prem-nagar me.n sai.nyaa ai kaash hamaaraa ghar ho
ki : ghar kii zaruurat nahii.n hai tum mere dil me.n rahogii
la : jogii o jogii ...
|