giitaayan An Interface to ISB

mujhe kuchh kahanaa hai - Mujhe Kuchh Kehna hai (2001)  

Lyrics: Sameer | Music: Annu Malik | Singer(s): KayKay/ Sonu Nigam 
View in Nagari (Hindi)
%Part 1 % o jaan-e-man jaan-e-jaanaa Dhuu.NDhe tujhe dil diivaanaa chaahat kii bechainiyo.n ko mushkil hai dil me.n chhupaanaa itane din chupachaap rahaa ab aur nahii.n chup rahanaa hai mujhe kuchh kahanaa hai mausam badalataa rahaa ye dil machalataa rahaa tere khayaalo.n me.n mai.n din raat jalataa rahaa dard-e-judaa_ii kaa gam mujh ko aur nahii.n ab sahanaa hai mujhe kuchh kahanaa hai had se guzar jaa_uu.N naa pal me.n Thahar jaa_uu.N naa yuu.N hii ta.Dapate hu_e bin tere mar jaa_uu.N naa de ke lahuu apane is dil kaa terii rago.n me.n bahanaa hai mujhe kuchh kahanaa hai % %Part 2 % gu.Nchaa hai gul hai mausam-e-bahaar hai sab aa chuke hai.n teraa intazaar hai aa jaa aa jaa aa jaa mujhe kuchh kahanaa hai laa laa laa merii aa.Nkho.n me.n dilabar teraa cheharaa chhupaa hai maine in dha.Dakano.n pe naam teraa likhaa hai Dhuu.NDhataa huu.N bahaane tuu kahii.n to mile jaan-e-man aashiqii ke ho.n shuruu silasile aa jaa aa jaa aa jaa huu.N huu.N mujhe kuchh kahanaa hai mujhe kuchh kahanaa hai apanii diivaanagii ko mai.n chhupaataa rahaa dard-e-dil ko hameshaa mai.n dabaataa rahaa chain lene naa detii bekaraarii merii hosh me.n rahane naa de ab khumaarii terii aa jaa aa jaa aa jaa mujhe kuchh kahanaa hai
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.