( jaate ho to jaa_o par jaa_oge kahaa.N
baabuu jii tum aisaa dil paa_oge kahaa.N ) -2
( aaye hai.n duur se
milane hazuur se
hamako sazaa na do jii
dil ke qasuur se ) -2
aadhii hai raat abhii
baakii hai baat abhii
chho.Do na saath abhii
baabuu jii jaate ho kahaa.N
jaate ho to jaa_o par jaa_oge kahaa.N
baabuu jii tum aisaa dil paa_oge kahaa.N
( dil tum pe waar ke
duniyaa ko haar ke
baiThe hai.n der se jii
raste me.n pyaar ke ) -2
tho.Dii sii chaah de do
siine me.n raah de do
dil ko panaah de do
baabuu jii jaate ho kahaa.N
jaate ho to jaa_o par jaa_oge kahaa.N
baabuu jii tum aisaa dil paa_oge kahaa.N
( milane kii aas hai
jalawo.n kii pyaas hai
sab hai tumhaare liye
jo dil ke paas hai ) -2
yuu.N na nihaal karo
dil na behaal karo
kuchh to Kayaal karo
baabuu jii jaate ho kahaa.N
jaate ho to jaa_o par jaa_oge kahaa.N
baabuu jii tum aisaa dil paa_oge kahaa.N
haa.N
jaate ho to jaa_o par jaa_oge kahaa.N
baabuu jii tum aisaa dil paa_oge kahaa.N
|