giitaayan An Interface to ISB

aa.Nkho.n\-aa.Nkho.n me.n ham\-tum ho ga_e diivaane - Mahal (1969)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Kalyanji-Anandji | Singer(s): Kishore, Asha 
View in Nagari (Hindi)
ki : aa.Nkho.n-aa.Nkho.n me.n ham-tum ho ga_e diivaane aa : baato.n-baato.n me.n dekhaa ban ga_e afasaane ki : aa.Nkho.n-aa.Nkho.n ... ki : ham ajanabii the tum the paraa_e ik duusare ke dil me.n samaa_e ham aur tum me.n uf ye mohabbat kaise ho ga_ii ham tum jaane nahii.n jaane aa : baato.n-baato.n ... ki : kitanii hasiin ye tanahaa_iyaa.N hai.n aa : tanhaa_iyo.n me.n rusvaa_iyaa.N hai.n ki : rusavaa_iyo.n se Darate nahii.n ham la : chhe.Do pyaar kii baate.n ki : chho.Do ye bahaane do : aa.Nkho.n-aa.Nkho.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.