giitaayan An Interface to ISB

zaraa mu.D ke to dekho saajanaa - Meenaar (1954)  

Lyrics: Rajinder Krishan | Music: C Ramchandra | Singer(s): Lata, Talat 
View in Nagari (Hindi)
la : la la la la aa aa aa aa aa ta : ha aa ha aa la : zaraa mu.D ke to dekho saajanaa ho saajanaa zaraa mu.D ke to dekho saajanaa wo piichhe rah gayaa bachapanaa aur aage kha.Dii hai jawaanii -2 ta : bachapan kaa zamaanaa ho chukaa ho ho chukaa bachapan kaa zamaanaa ho chukaa ye khel puraanaa ho chukaa ab hogii na_ii kahaanii -2 la : din-raat badalate rah gaye aramaan machalate rah gaye ) -2 ta : aakaash ke taare hai.n vahii.n -2 duniyaa ke nazaare hai.n vahii.n hai phir bhii na_ii kahaanii -2 la : zaraa mu.D ke to dekho saajanaa ta : wo piichhe rah gayaa bachapanaa do : aur aage kha.Dii hai jawaanii -2 la : shole ko bha.Dakanaa aa gayaa kyuu.N dil ko dha.Dakanaa aa gayaa do : shole ko bha.Dakanaa aa gayaa kyuu.N dil ko dha.Dakanaa aa gayaa ta : ye madhur milan kaa saaz hai dha.Dakan me.n chhupaa ek raaz hai is raaz kaa naam jawaanii -2 la : zaraa mu.D ke to dekho saajanaa ho saajanaa zaraa mu.D ke to dekho saajanaa ta : wo piichhe rah gayaa bachapanaa do : aur aage kha.Dii hai jawaanii -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.