giitaayan An Interface to ISB

kaun des hai jaanaa baabuu kaun des hai jaanaa - Mukti (1937)  

Lyrics:  | Music: Pankaj Mullick | Singer(s): Pankaj Mullick 
View in Nagari (Hindi)
( kaun des hai jaanaa baabuu kaun des hai jaanaa ) -2 kha.De-kha.De kyaa soch rahaa hai -2 hu_aa kahaa.N se aanaa kaun des hai jaanaa baabuu kaun des hai jaanaa kaun des hai jaanaa baabuu suuraj Duubaa chaa.Nd na nikalaa ( suuraj Duubaa chaa.Nd na nikalaa biitaa samaa.N suhaanaa ) -2 raah andherii baaT na chhuuTe samajh ke qadam uThaanaa ( kaun des hai jaanaa baabuu kaun des hai jaanaa ) -2 saathii aawan-jaawan yahii sunaatii gaanaa -2 jiite-jii hai chalanaa phiranaa -2 mare to ek Thikaanaa -2 ( kaun des hai jaanaa baabuu kaun des hai jaanaa ) -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.