giitaayan An Interface to ISB

aah ko chaahiye ik umr asar hone tak - (Non-Film)  

Lyrics: Mirza Ghalib | Music:  | Singer(s): Saigal 
View in Nagari (Hindi)
aah ko chaahiye ik umr asar hone tak kaun jiitaa hai terii haa.N kaun jiitaa hai terii zulf ke sar hone tak haa.N kaun jiitaa hai kaun jiitaa hai terii zulf ke sar hone tak haa.N kaun jiitaa hai terii aashiqii sabr-talab aur tamannaa betaab -2 dil kaa kyaa ra.ng karuu.N Kuun-e-jigar hone tak haa.N dil kaa kyaa ra.ng karuu.N haa.N dil kaa kyaa ra.ng karuu.N hamane maanaa ke taGaaful naa haa.N hamane maanaa ke taGaaful naa karoge lekin hamane maanaa ke taGaaful naa karoge he lekin Kaaq ho jaaye.nge Kaaq ho jaaye.nge ham tumako Kabar hone tak haa.N Kaaq ho jaaye.nge ham tumako Kabar hone tak haa.N Kaaq ho jaaye.nge yaq nazar besh nahii.n yaq nazar besh nahii.n furasat-e-hastii Gaafil garmii-e-bazm hai garmii-e-bazm hai qudarat se shajar hone tak haa.N garmii-e-bazm hai qudarat se shajar hone tak garmii-e-bazm hai Gam-e-hastii aa asad kisase ho juz-marG ilaaj -2 shamaa har ra.ng me.n jalatii hai sahar hone tak haa.N shamaa har ra.ng me.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.