aa
phir mujhe diidaa-e
phir mujhe diidaa-e
-tar yaad aayaa
haa.N
phir mujhe diidaa-e-tar yaad aayaa
dil jigar tishanaa-e-fariyaad aayaa -2
phir mujhe diidaa-e-tar yaad
dam liyaa thaa na
dam liyaa thaa na qayaamat ne hanoz -2
phir teraa waqt-e
phir teraa waqt-e-safar yaad aayaa -2
phir mujhe diidaa-e-tar yaad
ho
phir mujhe diidaa-e-tar yaad
ko_ii wiiraanii sii
ko_ii wiiraanii sii wiiraanii hai
dasht ko dekh ke ghar yaad aayaa
haa.N
phir mujhe diidaa-e-tar yaad
ho haa.N
phir mujhe diidaa-e
mai.nne majanuu.N pe
mai.nne majanuu.N pe la.Dakapan me.n asad -2
sa.ng uThaayaa thaa
sa.ng uThaayaa thaa ke sar yaad aayaa
ho
sa.ng uThaayaa thaa ke sar yaad aayaa
phir mujhe diidaa-e-tar yaad
|