saanu:
(tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n)-4
tere saare aa.Nsuu mere merii saarii Kushiyaa.N terii
udit:
(tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n)-2
tere saare aa.Nsuu mere merii saarii Kushiyaa.N terii
saanu:
tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n
udit:
tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n
saanu:
(tuu aasamaa.N mai.n zamii.n
tuu jahaa.N mai.n bhii vahii.n
merii duniyaa bas tuu hii tuu
tuu nahii.n to mai.n bhii nahii.n)-2
% tiirath as pronounced
(mai.n chaaro.n dhaam kyo.n jaa_uu.N mere tiirath hai.n bas yahii.n)-2
udit:
tere saare aa.Nsuu mere merii saarii Kushiyaa.N terii
saanu:
(tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n)-2
udit:
(tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n)-2
udit:
(do shahazaade raat akelii
rah naa jaa_e baat adhuurii)-2
anu:
mere bhaa_ii tuu mujhase kuchh kahanaa chaahataa hai
kah de naa
ye adhuurii baat mujhe samajh me.n nahii.n aatii
ko_ii to ba.Dii baat hai bhaa_ii
apane chhoTe bhaa_ii se kyo.n chhupaataa hai
udit:
(mai.n dil huu.N dha.Dakan tuu hai
kaise bhuuluu.N bachapan tuu hai)-2
ye duniyaa hai zaalim ba.Dii
ba.Daa bholaa tuu maasuum hai
(ek baazuu se hogaa uThaanaa mere bhaa_ii tujhe ye zamii.n)-2
saanu:
tere saare aa.Nsuu mere merii saarii Kushiyaa.N terii
(udit:
tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n
saanu:
tere bin mai.n kuchh bhii nahii.n)-2
saanu:
tere saare aa.Nsuu mere
udit:
merii saarii Kushiyaa.N terii
|