giitaayan An Interface to ISB

chhaa_ii birahaa kii raat moraa ta.Dape jiyaa - Nav Durga (1953)  

Lyrics: Anjum Jaipuri | Music: S N Tripathi | Singer(s): Geeta 
View in Nagari (Hindi)
( chhaa_ii birahaa kii raat moraa ta.Dape jiyaa mose ruuThe piyaa ko_ii man kaa sahaaraa nahii.n ho ko_ii man kaa sahaaraa nahii.n ) -2 ( pal bhar me.n TuuT gaye sapano.n ke motii aa.Nsuu me.n Duub ga_ii naino.n kii jyotii ) -2 naino.n kii jyotii suune-suune se hai.n aaj mere aashaa ke dwaar na_iyaa kaise lage paar jab saamane kinaaraa nahii.n ho ko_ii man kaa sahaaraa nahii.n ( man kaa singaar meraa kisane hai chhiinaa haatho.n se chhuuT ga_ii aashaa kii biinaa ) -2 aashaa kii biinaa kho_ii-kho_ii sii hai aaj mere jiiwan kii priit ga_uu.N ro-ro ke ye giit mere naino.n kaa taaraa nahii.n ho ko_ii man kaa sahaaraa nahii.n chhaa_ii birahaa kii raat moraa ta.Dape jiyaa mose ruuThe piyaa ko_ii man kaa sahaaraa nahii.n ho ko_ii man kaa sahaaraa nahii.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.