%Part 1:
%
pyaar ishq aur mohabbat
jo bhii inakaa naam le pahale dil ko thaam le
naam lene se hii kayaamat ho jaatii hai
pyaar ishq aur mohabbat ...
hamako bhii rog ye lag jaa_e agar
aisaa ho to ho kyaa aisaa kyuu.n ho magar
jisane bhii ye dil diyaa
jisane bhii ye Gam liyaa
kuchh naa puuchho usakii baate.n
lambii lambii kaalii raate.n
usakii aa.Nkho.n se nii.nd rukhasat ho jaatii hai
pyaar ishq aur mohabbat ...
kis jagah ham mile phuul dil me.n khile
kyaa khabar kyaa pataa hamame.n tumame.n ho kyaa
baato.n baato.n me.n kabhii
aa.Nkho.n aa.Nkho.n me.n kabhii
chaar din kii dostii me.n
ik zaraa sii dillagii me.n
bas kisii ek din sharaarat ho jaatii hai
pyaar ishq aur mohabbat ...
%
%Part 2:
%
mai.n bevafaa mai.n bekadar maine teraa dil to.Daa
meraa bhii dil TuuTaa magar tujhako nahii.n isakii khabar
terii yaad me.n dil thaam kar ta.Dapuu.ngaa mai.n saarii umar
duniyaa ke sab aashiqo.n kii to.Dii hai.n sab maine rasme.n
beche hai.n sab apane vaade bechii hai.n sab apanii kasame.n
mai.n bevafaa mai.n bekadar ...
ye pyaar ishq aur mohabbat kyaa hai
ye ab maine jaanaa
|