(aashaa: nii.nd churaake raato.n me.n, tumane baato.n baato.n me.n
dekho baat badal dii hai
kishor: ham phir baat badal de.nge, aaj nahii.n dil kal de.nge bhaaii
aisii bhii kyaa jal{}dii hai, arre, aisii bhii kyaa jal{}dii hai - 2 ) - 2
aashaa: (raat biitii saarii, zaalimaa me.n haarii
tum kyaa jaano, a.nga a.nga meraa phuu.Nk gaI chi.ngaarii re ) - 2
% isssh aa ha - 2
aag lagaa barasaato.n me.n, tumane baato.n baato.n me.n
dekho baat badal dii hai
kishor: ham phir baat badal de.nge, aaj nahii.n dil kal de.nge bhaaii
aisii bhii kyaa jal{}dii hai, arre, aisii bhii kyaa jal{}dii hai
arre, aisii bhii kyaa jal{}dii hai
aashaa: aa..., (duur bahut rah baiThii - 2
tumako jo kahanaa thaa mujhe, mai.n tumase kah baiThii re ) - 2
issh aa ha - 2
haatha paka.Dake haatho.n me.n, tumane baato.n baato.n me.n
dekho baat badal dii hai
kishor: ham phir baat badal de.nge, aaj nahii.n dil kal de.nge bhAI
aisii bhii kyaa jal{}dii hai, arre, aisii bhii kyaa jal{}dii hai
arre, aisii bhii kyaa jal{}dii hai
aashaa: arre, arre, nii.nd churaake raato.n me.n, tumane baato.n baato.n me.n
dekho baat badal dii hai
kishor: ham phir baat badal de.nge, aaj nahii.n dil kal de.nge bhaaii
aisii bhii kyaa jal{}dii hai, arre, aisii bhii kyaa jal{}dii hai
arre, aisii bhii kyaa jal{}dii hai
|