kabhii lage ke ye saaraa sach hai
kabhii lage ke ye saaraa jhuuTh hai
ye kaisii hai zindagii
raaste to hai.n par ma.nzil nahii.n hai
kishtii milii par saahil nahii.n hai
maujo.n me.n hii jiinaa hai maujo.n me.n hii maranaa hai
tuufaano.n se yaarii karake ehe
ham jii rahe hai.n yuu.N zindagii ko
jaise a.ndheraa jiye roshanii ko
kahii.n za.njiir nahii.n phir bhii ba.ndhe hai.n sab
jaane kaisii kaisii Dor se ehe
pyaasii pyaasii aa.Nkho.n me.n sapane sajaa ke
dekhaa karo kisii ko diivaane hoke
apane sitaare gardish me.n rahe hai.n
ham kaise i.nkaar karate ehe
kabhii lage ke ye ...
|