sha : pyaar ke jahaan kii ( niraalii sarakaar hai ) -2
la : pyaar ke jahaan kii ( niraalii sarakaar hai ) -2
dono.n : ( muhabbat ke thaane me.n ) -2 ye dil thaanedaar hai
ye dil havaladaar hai ye dil chaukiidaar hai
dono.n : pyaar ke jahaan kii ...
la : anokhii kacherii hai ye ( anokhaa qaanuun hai ) -3
sha : muhabbat kii arzii kaa nayaa mazmuun hai -2
dono.n : aa.Nkho.n kaa DaakaKaanaa ho aa.Nkho.n kaa Daakakhaanaa
nazaro.n kaa taar hai jii nazaro.n kaa taar hai
muhabbat ke thaane me.n ...
pyaar ke jahaan kii ...
la : pyaar ke isakuul me.n ( ik hii talaash hai ) -3
sha : laakho.n ummiidavaar ko_ii ko_ii paas hai -2
dono.n : ( mushkil sabaq hai ye ) -2
par mazedaar hai jii par mazedaar hai
muhabbat ke thaane me.n ...
pyaar ke jahaan kii ...
la : pyaar kiyaa jisane vo ( pyaar hii me.n kho gayaa ) -3
sha : itanaa samajh lo ke bekaar ho gayaa -2
dono.n : ( usake li_e to ) -2
har din itavaar hai jii har din itavaar hai
muhabbat ke thaane me.n ...
pyaar ke jahaan kii ...
|