ra : haal yah kar diyaa zaalim ( tere ta.Dapaane ne ) -2
aag daaman me.n lagaa lii ( tere diivaane ne ) -2
gii : ye bhii Dar lagataa hai badanaam na ho jaa_e.N kahii.n
pyaar kii baate.n jo sun lii.n ( kisii begaane ne ) -2
ra : jiite rahanaa terii chaahat me.n ko_ii khel nahii.n
maar Daalaa mujhe zaalim ( tere samajhaane ne ) -2
aag daaman me.n lagaa ...
gii : jii to kahataa hai jii bhar ke tujhe pyaar karuu.N
par mujhe rok liyaa ( mere sharamaane ne ) -2
ra : rut na_ii aa_ii hai aur pyaar ke din laa_ii hai
do : aur bhii kar diyaa jaaduu ( tere sharamaane ne ) -2
aag daaman me.n lagaa ...
|