baiThii thii mai.n kaajal meha.ndii aur laalii lagaaye
sai.nyaa jii itaraa ke aaye mu.Nh me.n paan dabaaye
maine sai.nyaa se
maine sai.nyaa se kii ##demand## ke jhaT se baajaa baje re
maine sai.nyaa se kii ##demand## jhaT se baajaa baje
haay
( siine me.n beqaraarii thii
mai.n so_ii thii naa jaagii thii
kaaTe naa kaTatii thii raate.n ) -2
sai.nyaa jii jhuum ke aaye
jo hukke ko sulagaaye
a.ndhere me.n dhokhe se khaTiyaa me.n aag lagaaye
maine sai.nyaa se
maine sai.nyaa se kii ##demand## thar-thar damakal chale
maine sai.nyaa se kii ##demand## ke thar-thar damakal chale
haay
( jo paanii me.n nahaa_ii thii
mai.n tho.Dii sii lajaa_ii thii
bahakii hu_ii thii ye saa.Nse.n ) -2
sai.nyaa jii jhuum ke aaye
aur takiye pe Tek lagaaye
phir than se jaane kyaa hu_aa khaTiyaa hii Duubii jaaye
maine sai.nyaa se
maine sai.nyaa se kii ##demand## chap-chap chappuu chale
maine sai.nyaa se kii ##demand## ke chap-chap chappuu chale
le are
baiThii thii mai.n kaajal meha.ndii aur laalii lagaaye
sai.nyaa jii itaraa ke aaye mu.Nh me.n paan dabaaye
maine sai.nyaa se
maine sai.nyaa se kii ##demand## ke jhaT se baajaa baje
maine sai.nyaa se kii ##demand## ke jhaT se baajaa baje re
maine sai.nyaa se kii ##demand## jhaT se baajaa baje
|