ku : ( chupake-chupake chhup-chhup ke dil kisii kaa hotaa hai
baadalo.n kii baa.Nho.n me.n chaa.Nd jaise khotaa hai
ishq ke nashe me.n diiwaanaa samaa.N ho jaataa hai ) -2
o
( hotaa hai hotaa hai pyaar hotaa hai hotaa hai
hotaa hai hotaa hai pyaar ho jaataa hai ) -2
su : chupake-chupake chhup-chhup ke dil kisii kaa hotaa hai
baadalo.n kii baa.Nho.n me.n chaa.Nd jaise khotaa hai
ishq ke nashe me.n diiwaanaa samaa.N ho jaataa hai
ku : o
do : ( hotaa hai hotaa hai pyaar hotaa hai hotaa hai
hotaa hai hotaa hai pyaar ho jaataa hai ) -2
ku : dil kii in baato.n me.n ham to aa jaate hai.n
lekin hamaarii baat me.n dil aataa nahii.n
su : dha.Dakane.n kahatii hai.n dil kii ye aadat hai
aa jaa_e dil ye kisii pe to phir jaataa nahii.n
ishq kaa ye jaaduu hai -2
ku : ye jaaduu kaun chalaataa hai
o
( hotaa hai hotaa hai pyaar hotaa hai hotaa hai
hotaa hai hotaa hai pyaar ho jaataa hai ) -2
ku : kisii ke vaado.n pe kisii kii qasamo.n pe
Kud se bhii zyaadaa ham karate hai.n kyo.N yaqii.n
su : yahii to chaahat hai yahii ibaadat hai
inake bharose pe hii saa.Ns letii hai aashiqii
ab pataa hamako chalaa -2
ku : ye ishq hii dil dha.Dakaataa hai
o
( hotaa hai hotaa hai pyaar hotaa hai hotaa hai
hotaa hai hotaa hai pyaar ho jaataa hai ) -2
chupake-chupake chhup-chhup ke
su : dil kisii kaa hotaa hai
ku : baadalo.n kii baa.Nho.n me.n
su : chaa.Nd jaise khotaa hai
ku : ishq ke nashe me.n diiwaanaa samaa.N ho jaataa hai
ai
do : ( hotaa hai hotaa hai pyaar hotaa hai hotaa hai
hotaa hai hotaa hai pyaar ho jaataa hai ) -3
|