giitaayan An Interface to ISB

more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii - Pahele Aap/ Prestige (1944)  

Lyrics: D N Madhok | Music: Naushad | Singer(s): Zohra Bai, Male Voice, Chorus 
View in Nagari (Hindi)
more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar saiyaa.N jii ne bhejii chunarii ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar sun-sun rii chunariyaa malamal kii -2 tose kahuu.N mai.n balam jii kii baat kal kii -2 chorii-chorii chhe.D gaye man ke wo taar -2 ra.nguu.n me.n ise pyaar ke ra.ng Daar saiyaa.N jii ne more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar ko : (ab aa_ii ab aa_ii basant rut aa_ii yaad aaye yaad aaye haay wo harajaa_ii ) -2 zo : koyal bole kuu-kuu me.n more jiyaa kii pukaar -2 ra.nguu.n me.n ise pyaar ke ra.ng Daar saiyaa.N jii ne more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar daGaa de ke chale na jaanaa auro.n ke sa.ng -2 teraa uu.Nchaa u.De re more sai.nyaa pata.ng -2 mar jaa_u.Ngii denaa naa mohe birahaa kii maar -2 ra.nguu.n me.n ise pyaar ke ra.ng Daar saiyaa.N jii ne more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar ##male## : ( jiyaa bole jiyaa bole sajan ghar jaanaa zo : more nainaa more nainaa kahe sajan aa naa ) -2 ##male## : jiyaa lage kahii.n naa ab do din hamaar -2 zo : ra.nguu.N me.n ise pyaar ke ra.ng Daar saiyaa.N jii ne more saiyaa.N jii ne bhejii chunarii ra.nguu.N mai.n ise pyaar ke ra.ng Daar
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.