giitaayan An Interface to ISB

##verse## tang aa chuke hai.n qash\-ma\-qash\-e\-zindagii se ham - Pyaasa (1957)  

Lyrics: Sahir | Music: S D Burman | Singer(s): Rafi, Male voice 
View in Nagari (Hindi)
( tang aa chuke hai.n qash-ma-qash-e-zindagii se ham ) -2 Thukaraa na de.n jahaa.N ko kahii.n bedilii se ham ##male voice## : ajii janaab Kushii ke mauqe par kyaa bedilii kaa raag chhe.Daa hu_aa hai ko_ii Kushii kaa giit sunaa_iye ham Gam-zadaa hai.n laaye.n kahaa.N se Kushii ke giit -2 ( de.nge wo hii jo paaye.nge is zindagii se ham ) -2 ubhare.nge ek baar abhii dil ke walawale -2 ( maanaa ke dab gaye hai.n Gam-e-zindagii se ham ) -2 lo aaj hamane to.D diyaa -2 rishtaa-e-ummiid -2 ( lo ab kabhii gilaa na kare.nge kisii se ham ) -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.