aap kaa juutaa dekhaa
bahut hasiin hai
ise apane pairo.n me.n mat Daali_egaa
mailaa ho jaa_egaa
pyaar me.n log ek duusare ko bataur nishaanii
phuul ##card## a.NguuThii rumaal dete hai.n
ye pa.Dhaa aur sunaa thaa
par ye juutaa
lagataa hai pyaar me.n aap ke yahaa.N juutaa dene kaa rivaaz hai
dil churaane kaa achchhaa andaaz hai
% The above dialogue is with reference to Rajkumar's letter to Meena Kumari
% in Paakeezah
ka : mere dilabar mere jaanam maine tumase pyaar kiyaa re
bechainii ba.Dhatii jaatii hai tuune kaisaa dard diyaa re
maine pyaar tumhii.n se kiyaa re -2
dil churaa liyaa -4
a : terii pahalii nazar ne meraa chain churaayaa
teraa Kaab jo aayaa raato.n ko jagaayaa
terii pyaas ko maine ho.nTho.n pe sajaayaa
chaahat kaisii hai tuune mujhako bataayaa
dil churaa liyaa -4
ka : paa.Nv zamii.n pe pa.Date nahii.n ab mai.n u.Dane lagii huu.N havaa me.n
a : Kushbuu banake bikharii pa.Dii hai.n terii zulfe.n aaj fizaa me.n
ka : tuune jaaduu ye kaisaa kiyaa re -2
a : dil churaa liyaa -4
ka : terii in baa.Nho.n me.n mujhako ab to jiinaa maranaa hai
a : soch liyaa hai had se ziyaadaa ab ishq tujhe karanaa hai
ka : maine maanaa tujhe hii piyaa re -2
a : dil churaa liyaa -2
ka : dil churaa liyaa -2
a : terii pahalii nazar ne meraa chain churaayaa
teraa Kvaab jo aayaa raato.n ko jagaayaa
ka : terii pyaas ko maine ho.nTho.n pe sajaayaa
chaahat kaisii hai tuune mujhako bataayaa
a : dil churaa liyaa -2
ka : dil churaa liyaa -2
a : haa haa haa haa haa haa
ka : he he he he laa laa laa laa
a : laa raa laa raa laa raa laa
ka : he he he he laa laa laa laa
|