giitaayan An Interface to ISB

kyaa dard hai kyaa pyaas hai kyaa pyaas hai puuchho naa - Rudraksh (2003)  

Lyrics: Sameer, Arun Bhairav | Music: Shankar-Ehsaan-Loy | Singer(s): Richa Sharma, Shankar 
View in Nagari (Hindi)
ri : kyaa dard hai kyaa pyaas hai kyaa pyaas hai puuchho naa -2 kitanaa ajab ahasaas hai ahasaas hai puuchho naa -2 sha.n : ek anokhii qash-ma-qash hai Kud pe meraa ab naa bas hai ri : ho kyaa dard hai kyaa pyaas hai kyaa pyaas hai puuchho naa -2 kitanaa ajab ahasaas hai ahasaas hai puuchho naa -2 kahii.n maine dekhaa nahii.n mard aisaa teraa haath lagataa hai maraham ke jaisaa ta.Dap mere dil kii mere kaam aaye mujhe dard me.n bhii to aaraam aaye sha.n : ho ek nashaa hai jism teraa u.D rahaa hai hosh meraa ri : o kyaa dard hai kyaa pyaas hai kyaa pyaas hai puuchho naa -2 kitanaa ajab ahasaas hai ahasaas hai puuchho naa -2 terii ik chhu_an se bahakane lagii hai.n merii garm saa.Nse.n mahakane lagii hai.n naa pahale kisii ne chhu_aa mujhako aise meraa haal kyaa hai bataa_uu.N mai.n kaise sha.n : ho dil ko paagal karane waalaa teraa jaaduu hai niraalaa ri : kyaa dard hai kyaa pyaas hai puuchho naa -2 kitanaa ajab ahasaas hai ahasaas hai puuchho naa -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.