dil ne pukaaraa o ho o
dil ne pukaaraa hai o jaan-e-jaa.n aa bhii jaa
tarasii huu.N tere li_e aur naa tuu sataa
tanhaa_ii aa ke zaraa duur kar de
tere bin suunaa suunaa saaraa jahaa.N tuu hai kahaa.N
aa bhii jaa aa bhii jaa aa bhii jaa
dil ne pukaaraa ...
khvaabo.n me.n tum aur khyaalo.n me.n tum ho
bechain dha.Dakan me.n tum hii tum ho
mere jaanuu.n aa jaa_o naa
dil ne pukaaraa ...
laa laa laa
merii nazar kaa nazaaraa tum ho
merii kismat kaa sitaaraa tum ho
mere jaanuu.n aa jaa_o naa
dil ne pukaaraa ...
|