kluuk
ko_ii samajhaa_e mujhe kluuk kyaa hotaa kluuk
merii raato.n kii nii.nd ga_ii din kaa chain gayaa kyaa hotaa hai ye kluuk
jab dil me.n dha.Dakan me.n ko_ii aake samaa jaa_egaa
ik pal me.n tere man me.n ko_ii jaaduu jagaa jaa_egaa
are ba.Daa ta.Dapaa_e vo hai kluuk
jo hosh u.Daa_e vo hai kluuk
jab raato.n kii nii.nd aur din kaa chain jaa_e
yahii hotaa hai ye kluuk
ye kyaa lagaa rakhaa hai kluuk tho.Dii chaalaakii tho.Daa dhokhaa hai
banaa_o bhole bhaalo.n ko bevakuuf milaa achchhaa mauqaa hai
yuu.n hii kuchh log mahafil me.n kisii se kyuu.n ulajhate hai.n
ye dilavaalo.n kii baate.n dilavaale jaanate hai.n dilavaale samajhate hai.n
maine zaraa zaraa ye jaanaa tho.Daa tho.Daa pahachaanaa
is baat kaa matalab kyaa hai ik baar aur batalaanaa
jab nazaro.n kii gaa.Dii chale chhuk chhuk chhuk
to dil me.n jo hotaa hai vo dhuk dhuk dhuk
jab raato.n kii nii.nd ...
aise kyuu.n mahakaatii hai paagal havaa
mai.n kuchh kuchh samajh ga_ii
mai.n kuchh kuchh naa samajhii
bahakii bahakii sii kyuu.n nashiilii ghaTaa
mai.n kuchh kuchh samajh ga_ii
mai.n kuchh kuchh naa samajhii
paas aa_e jo tuu mere to phir mai.n tujhe bataa_uu.n
in sabako vahii hu_aa hai kaise tujhako samajhaa_uu.n
sharamaa ke palak jaa_e jhuk jhuk jhuk
siine me.n saa.Ns jaa_e ruk ruk ruk
jab raato.n kii nii.nd ...
haa.N ab to samajh ga_ii kluuk ye kyaa hotaa hai kluuk
ko_ii mile kisii se jab chhup chhup chhup
vo saarii umr rahe chup chup chup
jab raato.n kii nii.nd ...
|