giitaayan An Interface to ISB

dil jaan jigar tujhape nisaar kiyaa hai ... pyaar kiyaa hai re tujhe - Saajan Chale Sasuraal (1996)  

Lyrics: Sameer | Music: Nadeem-Shravan | Singer(s): Kumar Sanu, Alka Yagnik 
View in Nagari (Hindi)
dil jaan jigar tujhape nisaar kiyaa hai kyuu.n pyaar kiyaa hai re tujhe pyaar kiyaa hai tuune bhii mujhe kitanaa bekaraar kiyaa hai kyuu.n pyaar kiyaa hai re bahut pyaar kiyaa hai dil jaan jigar tujhape ... mai.n to huu.N terii adaa_o.n kaa maaraa tuu hii kyuu.n samajhe na meraa ishaaraa jhuum ke tuu aajaa baaho.n me.n samaa jaa ab tak ba.Daa hii i.ntazaar kiyaa hai kyuu.n pyaar kiyaa hai ... merii taraf dekh zaraa nazare.n uThaa ke palako.n me.n rakhaa hai tujhako chhupaa ke apanaa banaa_e.nge tujhako rijhaa_e.nge tere li_e to ye si.ngaar kiyaa hai kyuu.n pyaar kiyaa hai ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.