ek dafaa ek ja.ngal thaa
us ja.ngal me.n ek giida.D thaa
ba.Daa lofar ba.Daa liicha.D aavaaraa
ja.ngal paar ek bastii thii
us bastii me.n vah jaataa thaa
rozaanaa
ek dafaa ek ja.ngal thaa ...
ek dafaa us bastii ke
kutto.n ne usako dekh liyaa
is mo.D se usako dau.Daayaa
us mo.D pe jaa ke gher liyaa
jab kuchh naa suujhaa giida.D ko
diivaar se uupar kuudaa
us paar kisii kaa aa.Ngan thaa
aa.Ngan me.n niil kii haa.nDii thii
vah niilii thii
us niil me.n yuu.N giraa giida.D
sab ho gayaa kiicha.D hii kiicha.D
kiicha.D
jitane the ja.ngal me.n vah sab
giida.D kaa paanii bharane lage
sab samajhe ko_ii avataar hai vo
sab usakii sevaa karane lage
saavan ke mahiine me.n ik din
kuchh giida.D mil ke gaane lage
niile giida.D ko josh aayaa
biraadarii par itaraane lagaa
aur jhuum ke jab aalaap kiyaa
aa aa
pahachaane ga_e aur paka.De ga_e
har ek ne Kuub piTaa_ii kii
aur sabane Kuub dhunaa_ii kii
de danaadan le danaadan -2
|