giitaayan An Interface to ISB

kalii ek tumase puuchhuu.N baat - Saakshi Gopaal (1957)  

Lyrics: Bharat Vyas | Music: Chitragupt | Singer(s): Rafi, Lata 
View in Nagari (Hindi)
ra : kalii ek tumase puuchhuu.N baat ki jab hotii hai aadhii raat kaun bha.Nvaraa banake chupachaap terii bagiyaa me.n aataa hai churaa ke teraa man le jaataa hai la : kalii se kaahe puuchhe baat pyaar me.n hotii hai ye ghaat nain ke jab chalate hai.n baan baan kaa jaaduu chhaataa hai bichaaraa khi.nch khi.nch aataa hai nirday bha.Nvaraa kyo.n ku.njan kii galii galii me.n ghuumataa kaun bharosaa kare jo phirataa kalii kalii ko chuumataa ra : parakh karataa bha.Nvaraa din-raat kaun vo kalii jo deve saath kamalinii se jab milate hai.n nain chain man kaa kho jaataa hai rain bhar ba.Ndh-ba.Ndh jaataa hai la : sa.ng nibhe naa kalii hai gorii bha.Nvar kaa kaalaa ra.ng re ra : kaare badaravaa se puuchho jo rakhe bijuriyaa sa.ng re madhur gore kaale kaa saath ke jyuu.N milate hai.n din-raat raat kaarii sa.ng goraa chaa.Nd milan kaa raas rachaataa hai kalii sa.ng bha.Nvaraa gaataa hai
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.