suno chhoTii sii gu.Diyaa kii lambii kahaanii -2
jaise taaro.n kii baat sune raat suhaanii
suno chhoTii sii ...
jisakii qismat me.n Gam ke bichhaune the
aa.Nsuu hii khilaune the
dard kii Kushiyaa.N thii.n dukh bharii a.Nkhiyaa.N thii.n
ghar bhii na thaa ko_ii aur dar bhii na thaa ko_ii
bhare aa.Nchal me.n Gam chhipaa_e aa.Nkho.n me.n paanii
suno chhoTii sii ...
dil me.n ye aramaan the ik chhoTaa saa ba.ngalaa ho
chaa.Ndii kii diivaare.n ho aur sone kaa ja.ngalaa ho
khel ho.n jiivan ke yahaa.N mel ho.n jiivan ke -2 ho
gayaa bachapan to aa.Nsuu bharii aa_ii javaanii
suno chhoTii sii ...
chaa.Nd kaa Dolaa ho bijalii kaa baajaa ho
Dole pe raanii ho gho.De pe raajaa ho
pyaar ke raste ho.n aur phuul barasate ho.n -2 ho
bananaa chaahatii thii ik din vo taaro.n kii raanii
suno chhoTii sii ...
TuuT ga_e pal bhar me.n sapano.n ke motii bhii
luT ga_ii jyoti bhii
rah ga_e andhere uja.De hu_e sabere
baat yah puurii thii phir bhii adhuurii thii -2 ho
hogaa anjaam kyaa Kabar kuchh bhii na jaanii
suno chhoTii sii ...
aa_ii Kushiyaa.N bhii pyaar kii raato.n par
iThalaatii havaa_o.n par
Gam ke haTe baadal chaa.Nd banii paayal
jam ke bahaare.n aa_ii.n aur jhuum ke laharaa_ii.n -2 ho
ha.Nse aa.Nchal me.n taare rut aa_ii suhaanii
suno chhoTii sii ...
sach hu_e aaKir aramaan bhare sapane
giit banii.n aahe.n aur ban ga_e sab apane
gair kii duniyaa aur ban ga_e sab apane
yah hai jiivan kii gati aur dil kii javaanii
suno chhoTii sii ...
suno chhoTii sii gu.Diyaa kii kahaanii
|