giitaayan An Interface to ISB

ban ke saathii pyaar kii raaho.n me.n - Sweetheart  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Kalyanji-Anandji | Singer(s): Rafi, Lata 
View in Nagari (Hindi)
ra : ban ke saathii pyaar kii raaho.n me.n hamase kabhii tum naa judaa honaa -2 la : ruuTh jaa_e jahaa.N hamase tum naa kabhii Kafaa honaa do : ban ke saathii ... ra : ye hamaarii zindagaanii pyaar kii hai ik kahaanii la : is jahaa.N kaa har nazaaraa pyaar kaa hai ik ishaaraa do : bhuul naa jaanaa o sanam ra : ban ke saathii ... ye tamannaa hai hamaarii saath guzare umr saarii la : pyaar kaa daaman ham na chho.De.n tum na bhuulo ham naa to.De.n do : ko_ii vaadaa yaa qasam ra : ban ke saathii ... do : ban ke saathii ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.