sai : kaun saa gaanaa
kaa : rut hai suhaanii mast hawaaye.n -2
chhaa_ii hai.n uu.Ndii ghaTaaye.n -2
rut hai suhaanii mast hawaaye.n -2
sai : sukh kaa jaaganaa
kaa : sukh kaa sonaa
do : har karavaT sukh honaa-honaa hai
sukh kaa jaaganaa
sukh kaa sonaa
har karavaT sukh honaa-honaa hai
sukh kaa jaaganaa
sai : duniyaa aage ba.Dhe to ham bhii piichhe kyuu.N rah jaaye.n -2
sai : ye kyaa karatii ho
kaa : merii Kushii
meraa ghar
jo jii chaahegaa karuu.Ngii
sai : achchhaa
karo
kaa : zuruur karuu.Ngii
karuu.Ngii to
kaa : ( phuulo.n se raanaa_ii siikhe.n
Gu.ncho se zebaa_ii siikhe.n ) -2
sai : ( jaise ra.ng rache ho.n sabame.n
wohii ra.ng ra.ng jaaye.n ) -2
do : ham bhii wohii ra.ng ra.ng jaaye.n
|