giitaayan An Interface to ISB

nahii.n nahii.n ko_ii tum saa hasii.n - Swarg Narak (1978)  

Lyrics: Anand Bakshi | Music: Rajesh Roshan | Singer(s): Kishore, Asha 
View in Nagari (Hindi)
nahii.n nahii.n kyaa re nahii.n are baabaa kyaa nahii.n nahii.n ko_ii tum saa hasii.n isakaa hai matalab dekhe hai.n tumane laakho.n hasii.n yuu.Nhii tho.Dii der ko to mai.n shaayar ban gayaa maine to dekhaa nahii.n jalavaa ko_ii husn kaa tumame.n hai vo baat kisii me.n dekhii naa vo baat kahii.n achchhaa jii are nahii.n nahii.n ... mai.n ye kaise maan luu.N tum itane anajaan ho tum kitanii maasuum ho tum kitanii naadaan ho lekin tum bhii mere jaisii mai.n kis par kar luu.N yaqii.n nahii.n nahii.n ... maine maanaa aapako mujhase sachchaa pyaar hai par mardo.n kii baat kaa na ko_ii aitabaar hai jahaa.N par dekhii ko_ii achchhii suurat dil kho gayaa vahii.n nahii.n nahii.n ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.