har andhere ke piichhe ik saveraa yahaa.N
har savere ke piichhe ek andheraa yahaa.N
hai samandar kinaare shahar yuu.N to basaa
Kud bhii jaise samandar shahar hai lag rahaa
shahar hai ek samandar jaise haalaat kaa
shahar hai ek samandar kitane jazbaat kaa
aa.Nsu_o.n kii hai.n mauje.n mushqilo.n ke bha.Nvar
jo nahii.n tair paayaa rah gayaa Duub kar
tuufaanii shahar hai har pal ek lahar hai amR^it hai zahar hai
maut bhii de jiivan bihi de
he ye hai ##bombay town## -2
##bombay## ye hai ##bombay town##
he ye hai ##bombay town##
ko_ii dekhe jidhar bhii kitane insaan hai.n
aur sab ke dilo.n me.n kitane aramaan hai.n
kitane Gam aur Kushiyaa.N pal rahe hai.n yahaa.N
log Kvaabo.n ke piichhe chal rahe hai.n yahaa.N
Thokare.n khaa rahe hai.n ab idhar ab udhar
ik insaanii ja.ngal jaise hai ye nagar
tuufaanii shahar hai har pal ek lahar hai amR^it hai zahar hai
maut bhii de jiivan bhii de
he ye hai ##bombay town## -2
##bombay## ye hai ##bombay town##
he ye hai ##bombay town##
shaam hai naa saveraa din hai naa raat hai
jaane kaisaa ye pal hai jaane kyaa baat hai
kah rahii hai.n ye raahe.n ko_ii khone ko hai
kah rahii hai.n havaaye.n kuchh to hone ko hai
Gam kaa lavaa sameTe dil hai kab se dukhii
phaTane vaalaa hai dekho ab ye jvaalaamukhii
tuufaan
tuufaanii shahar hai
tuufaan
har pal ek lahar hai
tuufaan
amR^it hai zahar hai
maut bhii de jiivan bhii de
he ye hai ##bombay town## -4
##bombay## ye hai ##bombay town## -4
he ye hai ##bombay town## -3
##bombay## ye hai ##bombay town##
he ye hai ##bombay town##
|