giitaayan An Interface to ISB

mai.n kah duu.N tumako chor to bolo kyaa karoge - Sanam (1951)  

Lyrics: Qamar Jalalabadi | Music: Husnlal-Bhagatram | Singer(s): Suraiya, Rafi 
View in Nagari (Hindi)
su : mai.n kah duu.N tumako chor to bolo to bolo kyaa karoge -2 aur abhii machaa duu.N shor to bolo to bolo kyaa karoge -2 ra : ( mai.n chorii-chorii aa_uu.N aur dil me.n tere bas jaa_uu.N ho aur dil me.n tere bas jaa_uu.N ) -2 aur ban jaa_uu.N chitachor to bolo kyaa karoge -2 su : mai.n kah duu.N tumako chor to bolo to bolo kyaa karoge -2 su : ( itanaa na pyaar ba.Dhaavo uu.Nchii na pata.nge.n u.Daavo jii uu.Nchii na pata.nge.n u.Daavo ) -2 kahii.n kachchii rah ga_ii Dor to bolo kyaa karoge -2 su : mai.n kah duu.N tumako chor to bolo to bolo kyaa karoge -2 ra : ( ham duur desh me.n jaa ke ek na_ii pata.ng ma.ngaa ke jii ek na_ii pata.ng ma.ngaa ke ) -2 baa.Ndhe.nge dil kii Dor to bolo kyaa karoge -2
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.