giitaayan An Interface to ISB

phuulo.n ke Dere hai.n, saaye ghanere hai.n - Zameer (1975)  

Lyrics: Sahir | Music: Sapan Chakravarty | Singer(s): Kishore 
View in Nagari (Hindi)
ho ho ho, hoho hoho hoho ... he he he, hehe hehe hehe ... hii hii ... phuulo.n ke Dere hai.n, saaye ghanere hai.n jhuum rahii hai.n havaae.n aise nazaaro.n me.n, khilatii bahaaro.n me.n pyaar mile to ruk jaae.n phuulo.n ke Dere hai.n ... (kahii.n bhii, aasmaan ke niiche gaatii nigaaho.n kaa, laharaatii baaho.n kaa haar mile to ruk jaae.n) -2 haar mile to ruk jaae.n phuulo.n ke Dere hai.n ... (chale hai.n duur ham diivaane koii rasiilaa saa, baa.Nkaa sajiilaa saa yaar mile to ruk jaae.n) -2 yaar mile to ruk jaae.n phuulo.n ke Dere hai.n ... he, pyaar mile to ruk jaae.n ho, pyaar mile to ruk jaae.n
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.