ki : gorii tere a.ng a.ng me.n ruup ra.ng ke bhare hu_e hai.n kalase
haa.N haa.N kalase
aa : javaanii tuufaanii bahakaa ke ye maanii dekho na isake jalase
dhim taaraa dhim taaraa dhim taaraa
mere nazaare ne maaraa
ki : dhim taaraa dhim taaraa dhim taaraa
teraa nazaaraa ba.Daa pyaaraa
gorii tere a.ng a.ng me.n ...
aa : hogaa ghaayal ki naache paayal ki gaa_e ka.ngan meraa
ki : terii adaa hai miiThii sadaa hai guu.nje aa.Ngan meraa
pahale to dil me.n tuu aanaa naa
aa_ii to dil se tuu jaanaa naa
aa : chhe.D chhe.D mujhako sataa naa naa naa
ki : gorii tere a.ng a.ng me.n ...
aa : javaanii tuufaanii ...
dhim taaraa ...
ki : dhim taaraa ...
bha.nvaraa jise nahii.n chhuu sakaa hai tuu vo ku.nvaarii kalii
aa : khi.nchatii ga_ii mai.n terii taraf ki aa pahu.Nchii terii galii
kab se kha.Dii mai.n terii raaho.n me.n
tuu jo chaahe bhar le mujhe baaho.n me.n
ki : tuu hii tuu hai merii bhii nigaaho.n me.n
gorii tere a.ng a.ng me.n ...
aa : javaanii tuufaanii ...
dhim taaraa ...
ki : dhim taaraa ...
|