ki : ( ek aa.Nkh maaruu.N to ) -2 paradaa haT jaa_e
duujii aa.Nkh maaruu.N kalejaa kaT jaa_e
( dono.n aa.Nkhe.n maaruu.N to ( chhorii paT jaa_e ) -2 ) -2
aa : bhanakas
ek aa.Nkh maaruu.N to rastaa ruk jaa_e
duujii aa.Nkh maaruu.N zamaanaa jhuk jaa_e
( dono.n aa.Nkhe.n maaruu.N to ( chhoraa paT jaa_e ) -2 ) -2
ki : he bhanakas
aa : kuchh miiThii kuchh khaTTii baate.n hai.n aTapaTii terii a.nguuro.n ke jaisii
ki : naTakhaTii naTakhaTii chaTapaTii chaTapaTii javaanii mirchii ke jaisii
aa : ho.nTho.n pe mirchii jo rakh legaa tuu tarase jo ek baar chakh legaa tuu
ki : yauvan pe chalataa nahii.n qaabuu sholo.n se khele.nge mai.n aur tuu
aa : ek aa.Nkh maaruu.N ...
ki : biij aur paanii mile to javaanii aa jaa_e kheto.n pe aise
aa : ham tum mile.nge to milate rahe.nge laharaa_e.nge fasalo.n ke jaise
ki : ganne ke kheto.n me.n mai.n aur tuu sune.nge koyal kii kuu kuu kuu
aa : tuu ho mere mai.n tere ruu-ba-ruu chhup chhup ke dono.n kare.n guftaguu
ki : ek aa.Nkh maaruu.N ...
|