giitaayan An Interface to ISB

dekhi_e huzuur mujhase rah ke duur\-duur - Tu Nahin Aur Sahi (1960)  

Lyrics: Asad Bhopali | Music: Ravi | Singer(s): Rafi, Asha 
View in Nagari (Hindi)
rq : dekhi_e huzuur mujhase rah ke duur-duur kheli_e na dil-e-beqaraar se pyaar kaa javaab diiji_e pyaar se aa : chho.Di_e jii haath kiiji_e duur hii se baat kaam liiji_e tho.De intazaar se baaj aa_e ham to aise pyaar se ra : pyaar kaa javaab ... aa : baaj aa_e ham to ... ra : itanii beruKii hamase kisali_e dil diyaa hai kyaa hamane isali_e aa : aap to janaab had se ba.Dh chale baato.n-baato.n me.n pa.D ga_e gale ra : chal di_e kahaa.N baat suni_e meharabaa.N baiThi_e to do gha.Dii qaraar se pyaar kaa javaab ... aa : baaj aa_e ham to ... yuu.N agar hame.n dekh le ko_ii sochi_e zaraa kyaa kahe ko_ii ra : ko_ii kuchh kahe kahane diiji_e pyaar ke hai.n din pyaar kiiji_e -2 aa : jaa_i_e janaab kahaa.N ham hai.n kahaa.N aap phuul kyo.n ulajhane lage Kaar se baaj aa_e ham to ... ra : aapako qasam sune.n to zaraa beqaraar dil kah rahaa hai kyaa aa : dil kii baat kaa aitabaar kyaa aapase buraa dil hai aapakaa ra : aapako nahii.n jii dil kii baat par yaqii.n to puuchh liiji_e mausam-e-bahaar se pyaar kaa javaab ...
View the source file of the song for comments and contributor information.

Home - Submit a Song - Recently Posted Songs


vinay p jain. march 2013. giitaayan at gmail dot com. Disclaimer. ISB Copyright Notice.