% Geeta (known as Geeta Roy before she married Guru Dutt)
% was one of the singers who could sing for any mood: be it
% naughty (Jahan kahan mera jigar gaya ji, Mera naam chinchinchu),
% sad (Na jao saiyan), vampish (Jaata kahan hai deewane) or plain
% romantic and sound as fresh as ever unlike today's singers who
% start sounding monotonous after the third song!
% She is definitely my favorite among the female singers!
%
% This song is from Sahib, Biwi aur Gulaam, a landmark movie
% in Guru Dutt's direction, in which Guru Dutt himself, Meena
% Kumari, Waheeda and Rehman have given memorable performances.
%
% --------------------------------------------------------------------
(piyaa aiso jiyaa me.n samaay gayo re
ki mai.n tan man kii sudh budh gavaa.N baiThii ) - 2
har aahaT pe samajhii vo aay gayo re
jhaT ghuu.NghaT me.n mukha.Daa chhupaa baiThii
piyaa aiso jiyaa me.n samaay gayo re ...
(more a.nganaa me.n jab puravayyaa chalii
more dvaare kii khul gaI kivaa.Diyaa.n ) - 2
o daiyaa! dvaare kii khul gaI kivaa.Diyaa.n
maine jaanaa ki aa gaye saa.nvariyaa more - 2
jhaT phuulan kii sejiyaa pe jaa baiThii
piyaa aiso jiyaa me.n samaay gayo re ...
(maine si.nduur se maa.Ng apanii bharii
ruup saiyaa.N ke kaaraN sajaayaa ) - 2
o maine saiyaa.N ke kaaraN sajaayaa
is dar se kisii kii nazar na lage - 2
jhaT nainan me.n kajaraa lagaa baiThii
piyaa aiso jiyaa me.n samaay gayo re ...
|