bhuul jaa
bhuul jaa
( bhuul jaa jo dekhataa hai
kyuu.N hai dekhaa bhuul jaa ) -2
( yaad rakh kar kyaa karegaa
ye tamaashaa bhuul jaa ) -2
(Kaab kii ruudaad par
kaisii Kushii kaisaa malaal ) -2
( apanii haalat par ye ha.Nsanaa
aur ronaa bhuul jaa ) -2
kyaa bharosaa zi.ndagii ke
jhilamilaate diip kaa
apane
( apane aramaano.n kii ye duniyaa
basanaa bhuul jaa ) -2
( Kud qadam uThe.nge tere
apanii manzil kii taraf ) -2
bas chalaa-chal kis taraf hai
tujhako jaanaa bhuul jaa
bhuul jaa jo dekhataa hai
kyuu.N hai dekhaa bhuul jaa
|